Aaj ke samay me sabse zyada bolane wali language english jiska use sabhi desho aur sheharo mein hota hai. English language me aise bahot se word hai jiska use daily life me kiya jata hai. Kya aap jante hai ki tomorrow ka matlab kya hota hai? Agar apko tomorrow ka matlab nahi pata tho, iss artical ke jariye aap janenge tomorrow ka matlab kya hota hai.
Hindi bhasha, english se bahot aasan or simple hai. English me sirf 5 vowel hote hai our hindi bhasha me 13 vowel hote hai. Aur english me 21 consonant hote hai aur hindi bhasha me 49 consonant hote hai. Iske baad bhi english ke yeh 2 word “yesterday” and “tomorrow” ke liye, hum hindi me kewal 1 hi word “kal” ka use karte hai. Chaliye jante hai tomorrow ka matlab kya hota hai.
Kuch logo ka kahana hai ki samay aur mrityu ka same word “kaal” hota hai. Iska matlab jo samay beet gaya, woh mrit ho gya hai. Iss liye jo samay beet gaya hai usko “kal” kahate hai. Aur joh kal abhi nahi aaya woh reality me nahi hai, iss liye usko bhi kal kahate hai.
“Yesterday” aur “tomorrow” dono samay ke hisse hai. Yeh dono exist nahi hai. Sirf present exist karta hai jisko english me “today” kahate hai. Kuch log kahate hai ki past chala gaya hai aur future abhi aaya nahi hai, iss liye hindi bhasha me dono ke liye ek hi word “kal” hai.
Agar hum aane wale kal, jo ki aaj ke gujar jane ke baad aayega, jisko english bolate samay use karana chahate hai tho, “tomorrow” ka use kiya jata hai. Iss word ke use karane se hum yeh maan sakate hai ki woh baat future ke bare me ho rahi hai. Iss tarah “tomorrow” ka use humari bato ko aasaan bana deta hai aur iss ko use karke hum kisi ko bhi apni baat jo ki aane wale kal ke bare me hai, aasaani se bata sakate hai.
Hindi Mai Tomorrow Ka Matlab
- Tomorrow ka Matlab = aane wala kal
- Tomorrow ka Matlab = kal ka din
Tomorrow Ka Use Kaise Kare
Mein kal ke din aaunga.
I will come tomorrow.
Hum kal khelenge.
We will play tomorrow.
Kal konsa din hai?
What day is tomorrow?
Mera dost kal mujhse milega.
My friend will meet me tomorrow.
Tum kal cricket match dekoge.
You watch the cricket match tomorrow.
Mere pitaji kal ghar ayenge.
My father will arrive home tomorrow.
I hope ab aapko samajh me aa gaya hoga, tomorrow ka matlab kya hota hai or “what is tomorrow” aur iss word ko hum sentence me kaise use kar sakte hai.